ek kiran TuT ke sau rang bikhar jate hain
ik kiran TuuT ke sau rañg bikhar jaate haiñ
bikhre jalve ba-sad-andāz sañvar jaate haiñ
jāvedānī hai ye duniyā kā tamāshā jis meñ
naqsh miTte haiñ to miTte hī ubhar aate haiñ
ek kiran TuT ke sau rang bikhar jate hain
bikhre jalwe ba-sad-andaz sanwar jate hain
jawedani hai ye duniya ka tamasha jis mein
naqsh miTte hain to miTte hi ubhar aate hain
- Book : Kulliyat-e-Ali Sardar Jafri(Vol-I) (Pg. 381)
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.