Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

is tarah aate hain anjam-e-mohabbat ke KHayal

Ehsan Danish

is tarah aate hain anjam-e-mohabbat ke KHayal

Ehsan Danish

MORE BYEhsan Danish

    is tarah aate haiñ anjām-e-mohabbat ke ḳhayāl

    ishratoñ meñ dil paiġhām-e-alam dete hue

    jaise khetoñ ke kināroñ par utartī dhuup meñ

    sar-nigūñ shāḳhoñ ke saa.e karvaTeñ lete hue

    is tarah aate hain anjam-e-mohabbat ke KHayal

    ishraton mein dil ki paigham-e-alam dete hue

    jaise kheton ke kinaron par utarti dhup mein

    sar-nigun shaKHon ke sae karwaTen lete hue

    Source :
    • Book : Fan Aur Shakhsiyat (Qita Number) (Pg. 145)
    • Author : Sabir Dutt
    • Publication : Sahir Publishing House ' Parchaiya.n' A.B. Nair Road, Johu Charch, Mumbai No. 49 (March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36)
    • Edition : March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now