jafar butan-e-jehl jahan par hon toDiye
'jā'far' butān-e-jahl jahāñ par hoñ toḌiye
ab nasl-e-nau kā rishta kitāboñ se joḌiye
duniyā meñ qaum ban ke ubharne ke vāste
kuchh bhī ho inqalāb kā rasta na chhoḌiye
'ja'far' butan-e-jahl jahan par hon toDiye
ab nasl-e-nau ka rishta kitabon se joDiye
duniya mein qaum ban ke ubharne ke waste
kuchh bhi ho inqalab ka rasta na chhoDiye
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.