jab koi jugnu chamakta hai andheri raat mein
jab koī jugnū chamaktā hai añdherī raat meñ
is tarah zulmat meñ lahrātī hai nūrānī lakīr
jaise sāhil par garajte bādaloñ ke saa.e meñ
jumbish-e-amvāj se nādār mai-kash kā zamīr
jab koi jugnu chamakta hai andheri raat mein
is tarah zulmat mein lahraati hai nurani lakir
jaise sahil par garajte baadalon ke sae mein
jumbish-e-amwaj se nadar mai-kash ka zamir
- Book : Fan Aur Shakhsiyat (Qita Number) (Pg. 143)
- Author : Sabir Dutt
- Publication : Sahir Publishing House ' Parchaiya.n' A.B. Nair Road, Johu Charch, Mumbai No. 49 (March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36)
- Edition : March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.