jahan aasan tha din ko raat karna
jahāñ āsāñ thā din ko raat karnā
vo galiyāñ ho ga.ī haiñ ek sapnā
ab un kī yaad hai palkoñ pe raushan
ab un ko kah nahīñ sakte ham apnā
jahan aasan tha din ko raat karna
wo galiyan ho gai hain ek sapna
ab un ki yaad hai palkon pe raushan
ab un ko kah nahin sakte hum apna
- Book : kulliyat-e-habib jaalib (Pg. 138)
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.