jis tarah KHwab ke halke se dhundalke mein koi
jis tarah ḳhvāb ke halke se dhundalke meñ koī
chāñd tāroñ kī tarah nuur sā barsātā hai
haañ yūñhī mere tasavvur ke gulistānoñ meñ
phuul khil jaate haiñ jab terā ḳhayāl aatā hai
jis tarah KHwab ke halke se dhundalke mein koi
chand taron ki tarah nur sa barsata hai
han yunhi mere tasawwur ke gulistanon mein
phul khil jate hain jab tera KHayal aata hai
- Book : Kulliyat-e-Ali Sardar Jafri(Vol-I) (Pg. 384)
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.