jo puchhta hai koi surKH kyon hain aaj aankhen
jo puchhta hai koi surKH kyon hain aaj aankhen
Akhtar Ansari Akbarabadi
MORE BYAkhtar Ansari Akbarabadi
jo pūchhtā hai koī surḳh kyoñ haiñ aaj āñkheñ
to āñkheñ mal ke ye kahtā huuñ raat so na sakā
hazār chāhūñ magar ye na kah sakūñgā kabhī
ki raat rone kī ḳhvāhish thī aur ro na sakā
jo puchhta hai koi surKH kyon hain aaj aankhen
to aankhen mal ke ye kahta hun raat so na saka
hazar chahun magar ye na kah sakunga kabhi
ki raat rone ki KHwahish thi aur ro na saka
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.