jo puchhta hai koi surKH kyun hain aaj aankhen
jo pūchhtā hai koī surḳh kyuuñ haiñ aaj āñkheñ
to āñkheñ mal ke maiñ kahtā huuñ raat so na sakā
hazār chāhūñ magar ye na kah sakūñgā kabhī
ki raat rone kī ḳhvāhish thī aur ro na sakā
jo puchhta hai koi surKH kyun hain aaj aankhen
to aankhen mal ke main kahta hun raat so na saka
hazar chahun magar ye na kah sakunga kabhi
ki raat rone ki KHwahish thi aur ro na saka
- Book : Fan Aur Shakhsiyat (Qita Number) (Pg. 113)
- Author : Sabir Dutt
- Publication : Sahir Publishing House ' Parchaiya.n' A.B. Nair Road, Johu Charch, Mumbai No. 49 (March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36)
- Edition : March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.