kaha beTe ne ek taswir apni man ko dikhla kar
kahā beTe ne ik tasvīr apnī maañ ko dikhlā kar
ye kis ne naam mere baap kā photo pe likkhā hai
vo bolī ye tumhāre baap haiñ beTe ne pūchā phir
tumhāre saath kamre meñ vo ganjā kaun rahtā hai
kaha beTe ne ek taswir apni man ko dikhla kar
ye kis ne nam mere bap ka photo pe likkha hai
wo boli ye tumhaare bap hain beTe ne pucha phir
tumhaare sath kamre mein wo ganja kaun rahta hai
- Book : Kulliyat-e-Saghar Khayyami (Pg. 572)
- Author : Saghar Khayyami
- Publication : Farid Book Depot (Pvt.) Ltd. (2012)
- Edition : 2012
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.