KHanqahon mein kisi ka bol ab baala nahin
ḳhānqāhoñ meñ kisī kā bol ab baalā nahīñ
sar to sajde meñ hai lekin nuur kā haalā nahīñ
kyuuñ havā-ḳhvāhān-e-duniyā ko Darātā hai bahut
shaiḳh ye īmān hai makḌī kā kuchh jaalā nahīñ
KHanqahon mein kisi ka bol ab baala nahin
sar to sajde mein hai lekin nur ka haala nahin
kyun hawa-KHwahan-e-duniya ko Daraata hai bahut
shaiKH ye iman hai makDi ka kuchh jala nahin
- Book : Fan Aur Shakhsiyat (Qita Number) (Pg. 243)
- Author : Sabir Dutt
- Publication : Sahir Publishing House ' Parchaiya.n' A.B. Nair Road, Johu Charch, Mumbai No. 49 (March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36)
- Edition : March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.