Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

khaDkhaDati Dol wo dham se kuen mein gir gai

Ahmad Nadeem Qasmi

khaDkhaDati Dol wo dham se kuen mein gir gai

Ahmad Nadeem Qasmi

MORE BYAhmad Nadeem Qasmi

    khaḌkhaḌātī Dol vo dham se kueñ meñ gir ga.ī

    dam-ba-ḳhud panhāriyāñ kañgan ghumātī rah ga.iiñ

    vo kueñ meñ ek charvāhā utarne ko baḌhā

    vo subūhī nigāheñ muskurātī rah ga.iiñ

    khaDkhaDati Dol wo dham se kuen mein gir gai

    dam-ba-KHud panhaariyan kangan ghumati rah gain

    wo kuen mein ek charwaha utarne ko baDha

    wo subuhi ki nigahen muskuraati rah gain

    Source :
    • Book : Fan Aur Shakhsiyat (Qita Number) (Pg. 169)
    • Author : Sabir Dutt
    • Publication : Sahir Publishing House ' Parchaiya.n' A.B. Nair Road, Johu Charch, Mumbai No. 49 (March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36)
    • Edition : March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now