Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

khulti hain wo mast aankhen hangam-e-sahar aise

Nazeer Banarasi

khulti hain wo mast aankhen hangam-e-sahar aise

Nazeer Banarasi

MORE BYNazeer Banarasi

    khultī haiñ vo mast āñkheñ hañgām-e-sahar aise

    tālāb meñ rātoñ ko khilte hoñ kañval jaise

    us tarah se hañstī haiñ ma.asūm tamannā.eñ

    jis tarah se bachchoñ ke hāthoñ meñ na.e paise

    khulti hain wo mast aankhen hangam-e-sahar aise

    talab mein raaton ko khilte hon kanwal jaise

    us tarah se hansti hain masum tamannaen

    jis tarah se bachchon ke hathon mein nae paise

    Source :
    • Book : Kulliyat-e-Nazeer Banarasi (Pg. 118)
    • Author : Nazeer Banarsi
    • Publication : Educational Publishing House (2014)
    • Edition : 2014
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now