kuchh samajh mein nahin aata ye tilism-e-hasti
kuchh samajh meñ nahīñ aatā ye tilism-e-hastī
us kī qudrat ke karishme bhī ajab hote haiñ
jaan jab ḳhaak meñ paḌtī hai to hotī hai ḳhushī
ḳhaak jab ḳhaak meñ miltī hai to sab rote haiñ
kuchh samajh mein nahin aata ye tilism-e-hasti
us ki qudrat ke karishme bhi ajab hote hain
jaan jab KHak mein paDti hai to hoti hai KHushi
KHak jab KHak mein milti hai to sab rote hain
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.