kudurat se ho dil Khaali to be-shak narm hoti hai
kudurat se ho dil Khaali to be-shak narm hoti hai
Mohammad Hazim Hassan
MORE BYMohammad Hazim Hassan
kudūrat se ho dil ḳhālī to be-shak narm hotī hai
kajī aatī hai dil meñ to zabāñ bhī garm hotī hai
ḳhabāsat nafas kī zāhir bhalā kaise nahīñ hogī
muravvat kyā nazar meñ us kī jo be-sharm hotī hai
kudurat se ho dil KHali to be-shak narm hoti hai
kaji aati hai dil mein to zaban bhi garm hoti hai
KHabasat nafas ki zahir bhala kaise nahin hogi
murawwat kya nazar mein us ki jo be-sharm hoti hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.