Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

laDkiyan chunti hain gehun ki sunahri baaliyan

Ahmad Nadeem Qasmi

laDkiyan chunti hain gehun ki sunahri baaliyan

Ahmad Nadeem Qasmi

MORE BYAhmad Nadeem Qasmi

    laḌkiyāñ chuntī haiñ gehūñ sunahrī bāliyāñ

    kāTte haiñ ghaas meñDhoñ par se bāñke naujavāñ

    khoī khoī ek laḌkī bairiyoñ chhāñv meñ

    dekhtī hai ghaas par leTī huī jaane kahāñ

    laDkiyan chunti hain gehun ki sunahri baaliyan

    kaTte hain ghas meinDhon par se banke naujawan

    khoi khoi ek laDki bairiyon ki chhanw mein

    dekhti hai ghas par leTi hui jaane kahan

    Source :
    • Book : Fan Aur Shakhsiyat (Qita Number) (Pg. 169)
    • Author : Sabir Dutt
    • Publication : Sahir Publishing House ' Parchaiya.n' A.B. Nair Road, Johu Charch, Mumbai No. 49 (March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36)
    • Edition : March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Join us for Rekhta Gujarati Utsav | 19th Jan 2025 | Bhavnagar

    Register for free
    Speak Now