lamha lamha maut ko bhi zindagi samjha hun main
lamha lamha maut ko bhi zindagi samjha hun main
Ganesh Bihari Tarz
MORE BYGanesh Bihari Tarz
lamha lamha maut ko bhī zindagī samjhā huuñ maiñ
dūsroñ kī hī masarrat ko ḳhushī samjhā huuñ maiñ
kyā batā.ūñ kaun huuñ maiñ ne to dekhā hī nahīñ
aap ne jo kah diyā ḳhud ko vahī samjhā huuñ maiñ
lamha lamha maut ko bhi zindagi samjha hun main
dusron ki hi masarrat ko KHushi samjha hun main
kya bataun kaun hun main ne to dekha hi nahin
aap ne jo kah diya KHud ko wahi samjha hun main
- Book : Fan Aur Shakhsiyat (Qita Number) (Pg. 210)
- Author : Sabir Dutt
- Publication : Sahir Publishing House ' Parchaiya.n' A.B. Nair Road, Johu Charch, Mumbai No. 49 (March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36)
- Edition : March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.