log rakhte hain tasawwur se aqidat gahri
log rakhte haiñ tasavvur se aqīdat gahrī
aur haqīqat kī jhalak dekh ke ghabrāte haiñ
saañp ke naqsh kī karte haiñ parastish lekin
saañp zinda jo nazar aa.e to Dar jaate haiñ
log rakhte hain tasawwur se aqidat gahri
aur haqiqat ki jhalak dekh ke ghabraate hain
sanp ke naqsh ki karte hain parastish lekin
sanp zinda jo nazar aae to Dar jate hain
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.