maine apna hi bhigoya hai abhi to daman
maiñ ne apnā hī bhigoyā hai abhī to dāman
terā dāman bhī to ai dost bhigonā hai mujhe
dāġh-e-ġham tū ne jo siine meñ chhupā rakkhā hai
apne ashkoñ se usī daaġh ko dhonā hai mujhe
main ne apna hi bhigoya hai abhi to daman
tera daman bhi to ai dost bhigona hai mujhe
dagh-e-gham tu ne jo sine mein chhupa rakkha hai
apne ashkon se usi dagh ko dhona hai mujhe
- Book : Kulliyat-e-Ali Sardar Jafri(Vol-I) (Pg. 388)
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.