maut ko jaante hain asl-e-hayat-e-abadi
maut ko jānte haiñ asl-e-hayāt-e-abadī
zindagānī ko magar ḳhār-o-zabūñ kahte haiñ
''agle vaqtoñ ke haiñ ye log inheñ kuchh na kaho''
jo zamāne ko tasavvur kā fusūñ kahte haiñ
maut ko jaante hain asl-e-hayat-e-abadi
zindagani ko magar KHar-o-zabun kahte hain
agle waqton ke hain ye log inhen kuchh na kaho
jo zamane ko tasawwur ka fusun kahte hain
- Book : Kulliyat-e-Ali Sardar Jafri(Vol-I) (Pg. 379)
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.