meinh baras kar tham gaya hai phaT gae abr-e-siyah
meñh baras kar tham gayā hai phaT ga.e abr-e-siyāh
Tahniyāñ hil kar havā se gir rahī haiñ būñdiyāñ
jis tarah yād-e-vatan meñ Dūbte sūraj ke vaqt
qaid-ḳhāne meñ na.e qaidī ke ashkoñ kā samāñ
meinh baras kar tham gaya hai phaT gae abr-e-siyah
Tahniyan hil kar hawa se gir rahi hain bundiyan
jis tarah yaad-e-watan mein Dubte suraj ke waqt
qaid-KHane mein nae qaidi ke ashkon ka saman
- Book : Fan Aur Shakhsiyat (Qita Number) (Pg. 143)
- Author : Sabir Dutt
- Publication : Sahir Publishing House ' Parchaiya.n' A.B. Nair Road, Johu Charch, Mumbai No. 49 (March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36)
- Edition : March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.