mere mazi se chali aati hai har roz wo raat
mere maazī se chalī aatī hai har roz vo raat
paas aa jaate haiñ tere lab o zulf o ruḳhsār
tum se rokā na gayā apnī hasīñ yādoñ ko
ham girāte hī rahe vaqt ke bām-o-dīvār
mere mazi se chali aati hai har roz wo raat
pas aa jate hain tere lab o zulf o ruKHsar
tum se roka na gaya apni hasin yaadon ko
hum giraate hi rahe waqt ke baam-o-diwar
- Book : Fan Aur Shakhsiyat (Qita Number) (Pg. 224)
- Author : Sabir Dutt
- Publication : Sahir Publishing House ' Parchaiya.n' A.B. Nair Road, Johu Charch, Mumbai No. 49 (March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36)
- Edition : March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.