meri ghamgin o zard surat ko
merī ġhamgīn o zard sūrat ko
dekh lete haiñ jab kabhī ahbāb
mujh se tanzan savāl karte haiñ
'shād'-sāhib piyoge ab bhī sharāb
meri ghamgin o zard surat ko
dekh lete hain jab kabhi ahbab
mujh se tanzan sawal karte hain
'shad'-sahib piyoge ab bhi sharab
- Book : Qashen (Pg. 149)
- Author : Naresh Kumar Shad
- Publication : Kohe Noor Printing Press Madarsa Meer Jumla Lal Kunan Delhi (1955,1959)
- Edition : 1955,1959
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.