mir ko zoaf mein main dekh kaha kuchh kahiye
'mīr' ko zo.af meñ maiñ dekh kahā kuchh kahiye
hai tujhe koī ghaḌī quvvat-e-guftār hanūz
abhī ik dam meñ zabāñ chalne se rah jaatī hai
dard-e-dil kyuuñ nahīñ kartā hai tū iz.hār hanūz
'mir' ko zoaf mein main dekh kaha kuchh kahiye
hai tujhe koi ghaDi quwwat-e-guftar hanuz
abhi ek dam mein zaban chalne se rah jati hai
dard-e-dil kyun nahin karta hai tu izhaar hanuz
- Book : Fan Aur Shakhsiyat (Qita Number) (Pg. 26)
- Author : Sabir Dutt
- Publication : Sahir Publishing House ' Parchaiya.n' A.B. Nair Road, Johu Charch, Mumbai No. 49 (March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36)
- Edition : March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.