meri jawani bahaaron mein bhi udas rahi
mirī javānī bahāroñ meñ bhī udaas rahī
fazā-e-dard-e-tamannā ko raas aa na sakī
ḳhushī ufuq pe khaḌī dekhtī rahī mujh ko
use bulā na sakā, ḳhud vo paas aa na sakī
meri jawani bahaaron mein bhi udas rahi
faza-e-dard-e-tamanna ko ras aa na saki
KHushi ufuq pe khaDi dekhti rahi mujh ko
use bula na saka, KHud wo pas aa na saki
- Book : Fan Aur Shakhsiyat (Qita Number) (Pg. 177)
- Author : Sabir Dutt
- Publication : Sahir Publishing House ' Parchaiya.n' A.B. Nair Road, Johu Charch, Mumbai No. 49 (March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36)
- Edition : March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.