na ahl-e-mai-kada ne muskura kar baat ki humse
na ahl-e-mai-kada ne muskurā kar baat kī ham se
na terī hī jabīñ se be-ruḳhī ke bal ga.e saaqī
agarche bazm meñ sahbā bhī thī miinā bhī thī lekin
ḳhud apnī tishnagī kī aag meñ ham jal ga.e saaqī
na ahl-e-mai-kada ne muskura kar baat ki hum se
na teri hi jabin se be-ruKHi ke bal gae saqi
agarche bazm mein sahba bhi thi mina bhi thi lekin
KHud apni tishnagi ki aag mein hum jal gae saqi
- Book : Fan Aur Shakhsiyat (Qita Number) (Pg. 216)
- Author : Sabir Dutt
- Publication : Sahir Publishing House ' Parchaiya.n' A.B. Nair Road, Johu Charch, Mumbai No. 49 (March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36)
- Edition : March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.