Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

na jaane kaT gaya kis be-KHudi ke aalam mein

Sufi Ghulam Mustafa Tabassum

na jaane kaT gaya kis be-KHudi ke aalam mein

Sufi Ghulam Mustafa Tabassum

MORE BYSufi Ghulam Mustafa Tabassum

    na jaane kaT gayā kis be-ḳhudī ke aalam meñ

    vo ek lamha guzarte jise zamāna lage

    vo zauq-o-shauq-e-mohabbat vārdāt na pūchh

    jo aaj ḳhud bhī sunūñ maiñ to ik fasāna lage

    na jaane kaT gaya kis be-KHudi ke aalam mein

    wo ek lamha guzarte jise zamana lage

    wo zauq-o-shauq-e-mohabbat ki wardat na puchh

    jo aaj KHud bhi sunun main to ek fasana lage

    Source :
    • Book : (Sau Baar Chaman Mahka)Kulliyat-e- Sufi Tabassum (Pg. 321)
    • Author : Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
    • Publication : Alhamd Publications, Lahore (2008)
    • Edition : 2008
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now