na tere dard ke tare hi ab sulagte hain
na tere dard ke taare hī ab sulagte haiñ
na terī yaad kī ab chāñdnī barastī hai
ye kaisā vaqt, mohabbat meñ terī aayā hai
mirī hayāt, tire ġham ko bhī tarastī hai
na tere dard ke tare hi ab sulagte hain
na teri yaad ki ab chandni barasti hai
ye kaisa waqt, mohabbat mein teri aaya hai
meri hayat, tere gham ko bhi tarasti hai
- Book : Fan Aur Shakhsiyat (Qita Number) (Pg. 177)
- Author : Sabir Dutt
- Publication : Sahir Publishing House ' Parchaiya.n' A.B. Nair Road, Johu Charch, Mumbai No. 49 (March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36)
- Edition : March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.