na un ka zehn saf hai na mera qalb saf hai
na un kā zehn saaf hai na merā qalb saaf hai
to kyuuñ diloñ meñ jā-guzīñ vo bint-e-sad-afāf hai
'majāz' aah kyā kare vo dost bhī harīf bhī
falak to ab bhī narm hai zamīn hī ḳhilāf hai
na un ka zehn saf hai na mera qalb saf hai
to kyun dilon mein ja-guzin wo bint-e-sad-afaf hai
'majaz' aah kya kare wo dost bhi harif bhi
falak to ab bhi narm hai zamin hi KHilaf hai
- Book : Fan Aur Shakhsiyat (Qita Number) (Pg. 137)
- Author : Sabir Dutt
- Publication : Sahir Publishing House ' Parchaiya.n' A.B. Nair Road, Johu Charch, Mumbai No. 49 (March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36)
- Edition : March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.