nama-e-dard ko mere le kar
nāma-e-dard ko mire le kar
paas jab yaar ke gayā qāsid
paḌh ke kahne lagā vo sarnāma
kaun sā yaar hai batā qāsid
jis ne bhejā hai tere haath ye ḳhat
maiñ nahīñ us se āshnā qāsid
nama-e-dard ko mere le kar
pas jab yar ke gaya qasid
paDh ke kahne laga wo sarnama
kaun sa yar hai bata qasid
jis ne bheja hai tere hath ye KHat
main nahin us se aashna qasid
- Book : Fan Aur Shakhsiyat (Qita Number) (Pg. 19)
- Author : Sabir Dutt
- Publication : Sahir Publishing House ' Parchaiya.n' A.B. Nair Road, Johu Charch, Mumbai No. 49 (March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36)
- Edition : March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.