nafrat ki kitab
firqa-parvar phir nirālā ruup bhar ke aa.e haiñ
zahr boyā jā rahā hai 'ilm ke gulzār meñ
likh rahe haiñ aaj vo buġhz-o-kudūrat kī kitāb
kal bikeñgī nafrateñ tahzīb ke bāzār meñ
firqa-parwar phir nirala rup bhar ke aae hain
zahr boya ja raha hai 'ilm ke gulzar mein
likh rahe hain aaj wo bughz-o-kudurat ki kitab
kal bikengi nafraten tahzib ke bazar mein
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.