Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

nahin pastiyon mein bulandiyon se main apne aap hi aa gaya

Abdullah Babar

nahin pastiyon mein bulandiyon se main apne aap hi aa gaya

Abdullah Babar

MORE BYAbdullah Babar

    nahīñ pastiyoñ meñ bulandiyoñ se maiñ apne aap aa gayā

    mirā dil jahāñ pe thā mutma.in vo vahāñ se mujh ko girā gayā

    ye dilāsa hai ki mazāq mujhe dil dil meñ hañsā gayā

    mirī aañkh ashk se tar thī jab mujhe aa.ina vo dikhā gayā

    nahin pastiyon mein bulandiyon se main apne aap hi aa gaya

    mera dil jahan pe tha mutmain wo wahan se mujh ko gira gaya

    ye dilasa hai ki mazaq sa mujhe dil hi dil mein hansa gaya

    meri aankh ashk se tar thi jab mujhe aaina wo dikha gaya

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Rekhta Gujarati Utsav I Vadodara - 5th Jan 25 I Mumbai - 11th Jan 25 I Bhavnagar - 19th Jan 25

    Register for free
    Speak Now