nahle pe dahla
dekhā jo zulf-e-yār meñ kāġhaz kā ek phuul
maiñ coat meñ gulāb lagā kar chalā gayā
powder lagā ke chehre pe aa.e vo mere ghar
maiñ un ke ghar ḳhizāb lagā kar chalā gayā
dekha jo zulf-e-yar mein kaghaz ka ek phul
main coat mein gulab laga kar chala gaya
powder laga ke chehre pe aae wo mere ghar
main un ke ghar KHizab laga kar chala gaya
- Book : Dish antenna (Pg. 264)
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.