nai tahzib mein bhi mazhabi talim shamil hai
na.ī tahzīb meñ bhī maz.habī ta.alīm shāmil hai
magar yūñhī ki goyā āb-e-zamzam mai meñ dāḳhil hai
kahāñ tak daad duuñ terī balāġhat kī maiñ ai 'akbar'
ye terā ek matl.a laakh mazmūnoñ kā hāsil hai
nai tahzib mein bhi mazhabi talim shamil hai
magar yunhi ki goya aab-e-zamzam mai mein daKHil hai
kahan tak dad dun teri balaghat ki main ai 'akbar'
ye tera ek matla lakh mazmunon ka hasil hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.