nasim-e-subh-e-tasawwur ye kis taraf se chali
nasīm-e-sub.h-e-tasavvur ye kis taraf se chalī
ki mere dil meñ chaman darkinār aatī hai
kahīñ mile to mire gul-badan se kah denā
tire ḳhayāl se bū-e-bahār aatī hai
nasim-e-subh-e-tasawwur ye kis taraf se chali
ki mere dil mein chaman darkinar aati hai
kahin mile to mere gul-badan se kah dena
tere KHayal se bu-e-bahaar aati hai
- Book : Fan Aur Shakhsiyat (Qita Number) (Pg. 149)
- Author : Sabir Dutt
- Publication : Sahir Publishing House ' Parchaiya.n' A.B. Nair Road, Johu Charch, Mumbai No. 49 (March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36)
- Edition : March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.