nigar-e-subh ke honTon ke lams se ai dost
nigār-e-sub.h ke hoñToñ ke lams se ai dost
chaman meñ ġhuncha-e-nauḳhez muskurā ke rahe
chalī to saath zamāna chalā hayāt chalī
rukī to paañv ujāloñ ke Dagmagā ke rahe
nigar-e-subh ke honTon ke lams se ai dost
chaman mein ghuncha-e-nauKHez muskura ke rahe
chali to sath zamana chala hayat chali
ruki to panw ujalon ke Dagmaga ke rahe
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.