os mein bhigi hui tanhaiyon ke jism se
os meñ bhīgī huī tanhā.iyoñ ke jism se
aa rahī hai tere pairāhan kī ḳhushbū is tarah
narm ḳhvāboñ ke shabistānoñ meñ lahrātī huī
gungunā.e raat kī alhaḌ javānī jis tarah
os mein bhigi hui tanhaiyon ke jism se
aa rahi hai tere pairahan ki KHushbu is tarah
narm KHwabon ke shabistanon mein lahraati hui
gungunae raat ki alhaD jawani jis tarah
- Book : Fan Aur Shakhsiyat (Qita Number) (Pg. 216)
- Author : Sabir Dutt
- Publication : Sahir Publishing House ' Parchaiya.n' A.B. Nair Road, Johu Charch, Mumbai No. 49 (March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36)
- Edition : March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.