paDh rahi hain raat ki KHamoshiyan afsun-e-KHwab
paḌh rahī haiñ raat kī ḳhāmoshiyāñ afsūn-e-ḳhvāb
tham gayā hai ik piano bajte bajte baam par
hai magar ehsās se mausīqiyat kī chheḌ-chhāḌ
dil pe jaise duur se rikshe kī ghanTī kā asar
paDh rahi hain raat ki KHamoshiyan afsun-e-KHwab
tham gaya hai ek piano bajte bajte baam par
hai magar ehsas se mausiqiyat ki chheD-chhaD
dil pe jaise dur se rikshe ki ghanTi ka asar
- Book : Fan Aur Shakhsiyat (Qita Number) (Pg. 141)
- Author : Sabir Dutt
- Publication : Sahir Publishing House ' Parchaiya.n' A.B. Nair Road, Johu Charch, Mumbai No. 49 (March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36)
- Edition : March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.