paDha hai maine fasanon mein jis tarah aKHtar
paḌhā hai maiñ ne fasānoñ meñ jis tarah 'aḳhtar'
mirā shagūfa-e-ummīd kyuuñ nahīñ khiltā?
jo ishq paate haiñ kasrat se ham kitāboñ meñ
vo vāqi.āt kī duniyā meñ kyuuñ nahīñ miltā
paDha hai main ne fasanon mein jis tarah 'aKHtar'
mera shagufa-e-ummid kyun nahin khilta?
jo ishq pate hain kasrat se hum kitabon mein
wo waqiat ki duniya mein kyun nahin milta
- Book : Fan Aur Shakhsiyat (Qita Number) (Pg. 119)
- Author : Sabir Dutt
- Publication : Sahir Publishing House ' Parchaiya.n' A.B. Nair Road, Johu Charch, Mumbai No. 49 (March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36)
- Edition : March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.