pari-zar
naqsh kuchh itne salone haiñ parī-zāroñ meñ
ghar banā lete haiñ jo zehn kī dīvāroñ meñ
husn nasloñ kī amānat hai hifāzat ke liye
yuuñ to luTtā bhī hai biktā bhī hai bāzāroñ meñ
naqsh kuchh itne salone hain pari-zaron mein
ghar bana lete hain jo zehn ki diwaron mein
husn naslon ki amanat hai hifazat ke liye
yun to luTta bhi hai bikta bhi hai bazaron mein
- Book : Tarana-e-bedari (Pg. 246)
- Author : B.S.Jain Jauhar
- Publication : Navrang Kitab Ghar 259,A, Pocket-1 Mayur Vihar Phase-1, Delhi-110091 (2005)
- Edition : 2005
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.