phir baje mere KHayalon mein sunahre kangan
phir baje mere ḳhayāloñ meñ sunahre kañgan
bhūle-bisre hue lamhāt mujhe yaad aa.e
iid ke roz kisī ne bhī duā jab māñgī
do hasīñ mehñdī lage haat mujhe yaad aa.e
phir baje mere KHayalon mein sunahre kangan
bhule-bisre hue lamhat mujhe yaad aae
id ke roz kisi ne bhi dua jab mangi
do hasin mehndi lage hat mujhe yaad aae
- Book : Fan Aur Shakhsiyat (Qita Number) (Pg. 214)
- Author : Sabir Dutt
- Publication : Sahir Publishing House ' Parchaiya.n' A.B. Nair Road, Johu Charch, Mumbai No. 49 (March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36)
- Edition : March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.