phir tu ne chashm-e-KHwab ko be-KHwab kar diya
phir tū ne chashm-e-ḳhvāb ko be-ḳhvāb kar diyā
mere dil-e-ḳhamosh ko sīmāb kar diyā
pahle hī kam na thā ye mirā iztirāb-e-shauq
jalva dikhā ke aur bhī betāb kar diyā
phir tu ne chashm-e-KHwab ko be-KHwab kar diya
mere dil-e-KHamosh ko simab kar diya
pahle hi kam na tha ye mera iztirab-e-shauq
jalwa dikha ke aur bhi betab kar diya
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.