phulon ki sej par se jo be-dimagh uTThe
phūloñ kī sej par se jo be-dimāġh uTThe
masnad pe naaz kī jo tevrī chaḌhā ke baiThe
kyā ġham use zamīñ par be-barg-o-sāz koī
ḳhār-o-ḳhasak hī kyuuñ na barsoñ bichhā ke baiThe
phulon ki sej par se jo be-dimagh uTThe
masnad pe naz ki jo tewri chaDha ke baiThe
kya gham use zamin par be-barg-o-saz koi
KHar-o-KHasak hi kyun na barson bichha ke baiThe
- Book : Fan Aur Shakhsiyat (Qita Number) (Pg. 31)
- Author : Sabir Dutt
- Publication : Sahir Publishing House ' Parchaiya.n' A.B. Nair Road, Johu Charch, Mumbai No. 49 (March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36)
- Edition : March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.