baiThe baiThe unki mahfil yaad aa jati hai jab
baiThe baiThe in kī mahfil yaad aa jaatī hai jab
dekhtī hai ye samāñ taḳh.īl kī ūñchī nigāh
jaise thoḌī der nannhī būñdiyāñ paḌne ke ba.ad
charḳh par ḳhālī simaTte phailte abr-e-siyāh
baiThe baiThe in ki mahfil yaad aa jati hai jab
dekhti hai ye saman taKHil ki unchi nigah
jaise thoDi der nannhi bundiyan paDne ke baad
charKH par KHali simaTte phailte abr-e-siyah
- Book : Fan Aur Shakhsiyat (Qita Number) (Pg. 141)
- Author : Sabir Dutt
- Publication : Sahir Publishing House ' Parchaiya.n' A.B. Nair Road, Johu Charch, Mumbai No. 49 (March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36)
- Edition : March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.