Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

qudrat hi ne har shai ko paida kiya duniya mein

Sahir Hoshiyarpuri

qudrat hi ne har shai ko paida kiya duniya mein

Sahir Hoshiyarpuri

qudrat ne har shai ko paidā kiyā duniyā meñ

phir gardish-e-daurāñ se har shai pe zavāl aayā

insāñ ne isī shai ko phir baḳhshī hayāt-e-nau

insān ke hāthoñ meñ ye kaisā kamāl aayā

qudrat hi ne har shai ko paida kiya duniya mein

phir gardish-e-dauran se har shai pe zawal aaya

insan ne isi shai ko phir baKHshi hayat-e-nau

insan ke hathon mein ye kaisa kamal aaya

Source :
  • Book : Sehr-e-Khayal (Pg. 64)
  • Author : Sahir Hoshiarpuri
  • Publication : Modern Publishing House (1990)
  • Edition : 1990
0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now