raat hai barsat hai masjid mein raushan hai charagh
raat hai barsāt hai masjid meñ raushan hai charāġh
paḌ rahī hai raushnī bhīgī huī dīvār par
jaise ik beva ke aañsū Dūbte sūraj ke vaqt
tham ga.e hoñ bahte bahte champa.ī ruḳhsār par
raat hai barsat hai masjid mein raushan hai charagh
paD rahi hai raushni bhigi hui diwar par
jaise ek bewa ke aansu Dubte suraj ke waqt
tham gae hon bahte bahte champai ruKHsar par
- Book : Fan Aur Shakhsiyat (Qita Number) (Pg. 145)
- Author : Sabir Dutt
- Publication : Sahir Publishing House ' Parchaiya.n' A.B. Nair Road, Johu Charch, Mumbai No. 49 (March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36)
- Edition : March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.