raza
ḳhudī ko le ga.e kuchh aadmī itnī bulandī par
takabbur meñ lage kahne maqām-e-kibriyā kyā hai
ab aisī sūrat-e-hālāt meñ kaise ye hai mumkin
ḳhudā bande se ḳhud pūchhe batā terī razā kyā hai
KHudi ko le gae kuchh aadmi itni bulandi par
takabbur mein lage kahne maqam-e-kibriya kya hai
ab aisi surat-e-haalat mein kaise ye hai mumkin
KHuda bande se KHud puchhe bata teri raza kya hai
- Book : Muntakhab Shahekar Mazahiya Shayari (Pg. 112)
- Author : Roohi Kanjahi
- Publication : Alhamd Publications (1992)
- Edition : 1992
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.