rishwat
hākim-e-rishvat-satāñ fikr-e-giraftārī na kar
kar rihā.ī kī koī āsān sūrat chhūT jā
maiñ batā.ūñ tujh ko tadbīr-e-rihā.ī mujh se pūchh
le ke rishvat phañs gayā hai de ke rishvat chhūT jā
hakim-e-rishwat-satan fikr-e-giraftari na kar
kar rihai ki koi aasan surat chhuT ja
main bataun tujh ko tadbir-e-rihai mujh se puchh
le ke rishwat phans gaya hai de ke rishwat chhuT ja
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.