sara jahan hai chand ki kirnon se sim-gun
saarā jahāñ hai chāñd kī kirnoñ se sīm-gūñ
chhāyā hai dahr par shab-e-mahtāb kā fusūñ
āñkheñ khulī haiñ tāroñ kī bedār hai fazā
aise meñ bhī jo so.e maiñ ab is ko kyā kahūñ
sara jahan hai chand ki kirnon se sim-gun
chhaya hai dahr par shab-e-mahtab ka fusun
aankhen khuli hain taron ki bedar hai faza
aise mein bhi jo soe main ab is ko kya kahun
- Book : Fan Aur Shakhsiyat (Qita Number) (Pg. 122)
- Author : Sabir Dutt
- Publication : Sahir Publishing House ' Parchaiya.n' A.B. Nair Road, Johu Charch, Mumbai No. 49 (March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36)
- Edition : March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.