Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

saba ke hath mein narmi hai un ke hathon ki

Faiz Ahmad Faiz

saba ke hath mein narmi hai un ke hathon ki

Faiz Ahmad Faiz

MORE BYFaiz Ahmad Faiz

    sabā ke haath meñ narmī hai un ke hāthoñ

    Thahar Thahar ke ye hotā hai aaj dil ko gumāñ

    vo haath DhūñD rahe haiñ bisāt-e-mahfil meñ

    ki dil ke daaġh kahāñ haiñ nashist-e-dard kahāñ

    saba ke hath mein narmi hai un ke hathon ki

    Thahar Thahar ke ye hota hai aaj dil ko guman

    wo hath DhunD rahe hain bisat-e-mahfil mein

    ki dil ke dagh kahan hain nashist-e-dard kahan

    Source :
    • Book : Nuskha Hai Vafaa (Kulliyat-e-Faiz) (Pg. 121)
    • Author : Faiz Ahmad Faiz
    • Publication : Educational Publishing House (2009)
    • Edition : 2009
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now