sahra sahra gham ke bagule basti basti dard ki aag
sahrā sahrā ġham ke bagūle bastī bastī dard kī aag
jiine kā māhaul nahīñ hai lekin phir bhī jiite haiñ
sāġhar sāġhar zahr ghulā hai qatra qatra qātil hai
ye sab kuchh ma.alūm hai lekin pyaas lagī hai piite haiñ
sahra sahra gham ke bagule basti basti dard ki aag
jine ka mahaul nahin hai lekin phir bhi jite hain
saghar saghar zahr ghula hai qatra qatra qatil hai
ye sab kuchh malum hai lekin pyas lagi hai pite hain
- Book : Ye Qadam Qadam Balaen (Pg. 164)
- Author : Maulana Amir Usmani
- Publication : Markazi Maktaba Islami Publishers (2012)
- Edition : 2012
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.